contact me for my services Message Follow Me!

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Urdu poetry is a rich and complex art that has deep roots in the cultural heritage of the Indian subcontinent. Here you can read the best collection
Urdu Poetry - Urdu Shayari

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Urdu poetry, Urdu Shayari is revered for its depth, beauty, and ability to transcend time and space, making it an important part of the region's literary and cultural heritage.

Here you can read the best collection of Shayri. Share your favorite Shayari with friends on social media.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Wo log jo tum ny aik he shoki me kho dia
Dhoonda tha asma ne jinhein khaak chaan k.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Jo ashk jzb huwy meri teri aankhon mein
Yahan to zakhm bane hain, wahan ditary huwy.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Baad tery main ny kisi ka dehan nahi rakha
Kisi ke izzat nahe ke maan nahi rakha
Yun to dastaras me rahy kaye aziz log
Pr baad tery kisi ka nam jaan nahi rakha.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Tum ho almari mein rakha reesham ka libas
Main wo kapra jo kisi zakhm py bandha jaye.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Poori he nahe hoti agr aik bhe umeed
Phir dil sy hr umeed nikal kiyun nahe jati?

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Tu jo qudrat k karishmy sy mila tha mujh ko
Hath chu k na takty, to guman sa rehta.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Tooti ha meri neend mgr, tum ko is sy kia
Bjty rahyn hawaon sy darr, tum ko is sy kia
Auron ka harh thamo unhein rasta dikhao
Ma bhool jaon apna he ghar tum ko is sy kiya.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Tum sy door jany ke himmat nahe mujh mein
Aur tumhary pass rahun aisa naseeb nahe mera.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Ye jo bekaar sy nazar aaty hain log
Koi aankhon sy lagata to sitary hoty.

Khadokhal apny ujary hain


Urdu Poetry - Urdu Shayari

Khadokhal apny ujary hain, wgarna yun to
Main haseena thi, mujhy aata tha mayal karna.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Ye ha tasweer meri deikh isy aur bta
Kia kahin aik nazar bhe na tujhy bhaya main.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Aik k baad aik imtihan ha duniya
Sans jb tk nahe ukharti azmaish hai.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Us ko chora ha bahut soch smjh kar main ny
So pareshan to rehti hu, pashiman nahe.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Jane ye kia janoon-e-Mohabbat ha in dino
Jee chahta ha koi mujhy tum py waar dy.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Unhein apna nahe skta mgr itna bhe kia km ha
K kuch mudat haseen khwabon me kho kar jee lia main ne.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Usy pata he nahi mosam e khizan ka dukh
Wo is lia k usy sab harra muyassar ha
Ye pehla dukh, k mujhy janta nahe koi
Ye dosra, usy hr dosra muyassar ha.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Tumhara zarf ha tum ko Mohabbat bhool jati ha
Humein to jis ne bhe hans kr pukara yaad rehta ha.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Koi mushkil nahi gahye baghye deikh lena
Agr koi chamakta ha tumhary deikhny sy.

Tera chehra in aankhon mein purana hogaya

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Tera chehra in aankhon mein purana hogaya ha
Kabhi phir mil tujhy deikhy zamana hogaya ha.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Hasil e zindagi hasrat k siwa kuch bhe nahi
Ye kia nahi, wo huwa nahi, ye mila nahi, wo raha nahi.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Log jitny aziz hoty hai
Dard utna he dy k jaty hai
Sar pe rehty thy jo savar, wo ab
Yaad krny py yaad aaty hai.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Kar to lena tha tery sath guzara lekin
Tery sath bhe karty to guzara karty.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Tery jane k baad badla ha
Pehly balon ka rang kala tha.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Dil me lekar hum aas phirty hain
Hum khushi mein udaas phirty hain
Ty raha dur dur hum sy mgr
Hum tery aas paas phirty hain.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Waqt k rasty sy hum tum ko
Aik he sath to guzarna tha
Hum to jee bhe nahi saky aik sath
Hum ko to aik sath marna tha.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Ye teri deed sy pehly ke baat ha k
Hum jesy log Mohabbat sy baaz rehty thy.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Laga kar ishq ke bazi suna ha rooth baithy ho?
Mohabbat maar daly ge abhi tum phool jesy ho.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Chara sazo ke chara sazi sy
Dard badnam to nahi hoga
Han dawa do mgr ye batla do
Mujh ko aram to nahe hoga.

Urdu Poetry - Urdu Shayari

Sab riftigan ko bhoolny aaye hamary pas
Hum sy kisi ko pehli Mohabbat nahe hui.

Urdu Poetry - Urdu Shayari
Urdu Poetry - Urdu Shayari

Bosa bhe dy ga to gardan par
Haye! Wo meri kamzorion sy khaily ga.

----۔----

Poetry in Urdu text


‏متاعِ زیست میں شامل رہے ہزاروں رفیق
 وہ جس کی چاہ تھی دل کو مگر وہی نہ ملا
داغ دہلوی
۔
‏کبھی وہ شخص تھا ہم تھے اور اتنی باتیں تھیں؛
اور اب وہ شخص ہے ہم ہیں اور اک خاموشی ہے۔
۔
‏ہمیں بھی نیند آ جائے گی ہم بھی سو ہی جائیں گے 
ابھی کچھ بے قراری ہے ستارو تم تو سو جاؤ۔
۔
‏بڑی مُشکل سے بچ پایا میں دن سے
   مگر اب رات میری تاک میں ھے۔
۔
‏قیس و فرہاد کے فرسودہ فسانوں پہ نہ جا
کون مرتا ہے محبت میں ؟ سبھی جیتے ہیں۔
۔
کبھی روح کو یہ خوف تھا کہ کُھو نہ جائے وہ شخص
آج اَنا کہتی ہے کہ مُجھے چاہیئے ہی نہی۔
۔
‏ہم کو سیاہ رنگ سے اُلفت بلا کی تھی
پھر یوں ہوا، کہ بخت میں کالک بکھر گئی۔
۔
‏کوئی خاطر نہ مدارت نہ تقریبِ وصال
ہم تو بس چاہتے ہیں تیری نظر میں رہنا
پروین شاکر
۔
‏اس نے کہا کہ خواب میں آنے کا وقت دو
میں نے کہا کہ نیند کا موسم گزر گیا۔
۔
‏میں اسے دیکھ بھی لیتا ہوں،چھو بھی لیتا ہوں
بھلا ہو خواب کا، نیند کا، آنکھوں کا۔
۔
قلبِ مُضطر کو کہیں تیرے سِوا چین نہیں 
بھر گئی اب تو زمانے سے طبیعت میری۔
۔
‏باہر نکال روح کو زندانِ خاک سے
پُرزے اڑا وجود کے،تربت پہ رقص کر۔
۔
You might also like :-
.
My Instagram account Zube

Post a Comment

Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.