Munafiq Poetry in Urdu
Munafiq poetry in Urdu refers to the genre of poetry that deals with the theme of hypocrisy, insincerity, and double-dealing. The term "munafiq" is an Arabic word that means a hypocrite or a person who shows outwardly that he or she is faithful and sincere, but in reality, is not.
Munafiq log Dhaka dekar nahi
Munafiq log Dhaka dekar nahi
Sahara dekar giraty hain.
_________________
Aksar logon k dilon mein Munafiqat hai.
_________________
Sub k mutabiq ho jaon?
Matlab main bhe munafiq ho jaon?
_________________
Munafiqat ka nisab padh kar mohabbaton ke kitab likhna
Bht kathin hai khizan k mathe pe Dastan-e-Gulab likhna
Main jb chalun ga to regzaron me ulfaton k kanwal khilyn gy
Hazaar tum kery raston mein mohabbaton k srab likhna
Firaq mosam ki chilmano sy wisaal lamhy chamak uthn gy
Udaas shamon me kagaz dil pe guzre waqfon k baab likhna
Wo meri khuwaish ki lauh-e-tishna pe zindagi ky sawal ubahrna
Wo uska harf-e-karam sy apny qabooliyat k jawab likhna
Gaye zamano ki dard kajlai bhuli bisri kitab padh kar
Jo ho saky tum sy aany waly dino ky rangin khuwab likhna
_________________
Khandani munafiq hain aap is lia
Doston ki jaden khokhli kijia.
_________________
Jo dil ko acha lagta hai, usi ko dost kehti hun
Munafiq ban kar rishton ki siyasat main nahi karti.
_________________
Mery ird'gird bht sy hain
Achi batein karny waly munafiq log.
_________________
Har aik ke tabiyat k mutabiq nahi hun main
Har aik ke tabiyat k mutabiq nahi hun main
Kadwi zaroor hun lekin munafiq nahi hun main.
_________________
Zindagi sy badh kr apny usool aziz rakhti hun
Meri tarbiyat me nahi shamil kisi munafiq ka ehtram karna.
_________________
Adab kijia hmari khamoshi ka
Apki Munafiqat ko chupaye phirty hn.
_________________
Yahan dosron ki khamiyan sub dkhty hain
Khud me chupi hui Munafiqat par koi nazar nahi rakhta.
_________________
Choor do murshid sangat k roag
Matlabi duniya munafiq log.
_________________
Aaye din badlty hain zuban ka biyan
Munafiq bhe yahi aur inhi ka meezan.
_________________
Mujhy koi parwa nahi dushmanon ki
Bas mujhe nafrat hai un logon se jo
Dosti k libas mein Munafiq hon.
_________________
Sarkar mou chota baat badi hai
Sarkar mou chota baat badi hai
Aap hai tou Munafiq mgr piyare bht hain.
_________________
Main ne munafiqon ko qareeb se deikha hai
Bady Baa'Adab hoty hain.
_________________
Munafiq doston se meri tanhai achi hai.
_________________
Munafiq Poetry in Urdu
Munafiqon se bht arsa huwa ab yaariyan kam hain
Sukoon-e-Dil muyassar ha kaye bimariyan kam hain.
_________________
Thodi momin hun thodi munafiq hun
Main bhe halaat k mutabiq hun.
_________________
Main apnon se umeed lagane lagi thi
Phir mujhe Qisa-e-Yousaf yaad aa gaya.
_________________
Duniya mein Qateel us sa Munafiq koi nahi
Jo zjlm tou sehta hai baghawat nahe karta.
_________________
Munafiq Shayari has a long history, and it has been used as a tool to criticize and expose the hypocrisy prevalent in society. It is a powerful form of poetry that has the ability to expose the true nature of people who pretend to be something they are not.
Munafiq Shayri has been used by many famous poets such as Mirza Ghalib, Allama Iqbal, Faiz Ahmed Faiz, and Ahmad Faraz, among others. Their poems highlight the hypocrisy of people in positions of power, the religious elite, and even the common man.