Contact me for Advertisement WhatsApp Follow Me!

Faiz Ahmad Faiz Poetry

Faiz Ahmad Faiz Poetry - Faiz Ahmad Faiz was a famous Pakistani poet and writer, who is a famous Urdu poet of the 20th century.

 

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

Read an amazing and viral urdu poetry by faiz ahmed faiz, copy paste. Share the best poetry on the web, Facebook, Twitter and Instagram.


Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

نہیں نگاہ میں منزل تو جستجو ہی سہی
نہیں وصال میسر تو آرزو ہی سہی۔
Nahi nigah mein manzil to justuju he sahi
Nahi wisaal muyassar to aarzo he sahi.

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

ڈرتا ہوں کہنے سے کہ محبت ہم تم سے
مری زندگی بدل دے گا ترا اقرار بھی انکار بھی۔
Darta hu kehny sy k mohabbat hai tum sy
Meri zindagi badal dy ga tera iqraar bhe inkaar bhe.

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

یہ عہد ترک محبت ہے کس کےلئے آخر
سکون قلب ادھر بھی نھین ادھر بھی نھیں۔

Ye ehad tark-e-mohabbat hai kis k lia aakhir
Sukoon-e-Qalb idhar bhe nahi undr bhe nahi.

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

آئو کہ آج ختم ہوئی داستان عشق
اب ختم عاشقی کے فسانے سنائیں ہم۔

Aao k aaj khatam hui Dastan-e-Ishq
Ab khatam aashqe k fasany sunayn hum.

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

سلجھائیں بے دلی سے یہ الجھے ہوئے سوال
وہاں جائیں یا نا جائیں ، جائیں کہ جائیں ہم

Suljhaen by'dili sy ye uljhy huwy sawal
Wahan jayn ya na jayn, nah jayn k jayn hum.

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

Wo bazahir jo kuch nahi lagty
Un sy rishty balaa k hoty hain.

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

Tery qool o qarrar sy pehly
Apny kuch aur bhe sahary thy.

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

Faiz zinda rahyn wo hain to sahi
Kiya huwa agar wafa shaar nahi.

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

Koi to baat hai us mein Faiz
Har khushi jis par luta di hum ne

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

Aap ke yaad aati rahi raat bhar
Chandni dil dukhati rahi raat bhar.

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

Aao k aaj khatam hui Dastan-e-Ishq
Aao k abhi ishq k fasany sunayn hum.

Faiz Ahmad Faiz poetry in Urdu 2 lines


Faiz Ahmad Faiz poetry in Urdu 2 lines

Tujh ko deikha to sair chashm huwy
Tujh ko chaha to aur chah na ke.

Faiz Ahmad Faiz poetry in Urdu 2 lines

Kar raha tha Gham-e-Jahan ka hisab
Aj tum yad be hisab aaye.

Faiz Ahmad Faiz poetry in Urdu 2 lines

Dard itna hai k har rag me hain mehshar barpa
Aur sukoon aisa k marr jany ko jee chahta hai.

Faiz Ahmad Faiz Poetry

Dour jakar qareeb ho jitny
Hum sy kab tum qareeb thy itny
Ab na aao gy tum, nah jao gy
Wisl o hijran behm huwy kitny.

Faiz Ahmad Faiz Poetry

Waqt rukhsat nishani jo talab ki to kaha
Dagh kaafi hai judai ka agar yaad rahy.

Faiz Ahmad Faiz Poetry

Tujh ko deikha to sair chashm huwy
Tujh ko chaha to aur chah na ke
Tery dast e sitam ka ejz nahe
Dil he kaa'fir tha jis ne aah na ke.

Faiz Ahmad Faiz Poetry

Tu ne deikhi hai wo peshani wo rukhsar wo hont
Zindagi jis k tassawur me luta de hum ny
Tujh py uthi hain wo khoey saahir ankhein
Tujh ko maloom hai kiyun umer ganwa de hum ne.

Faiz Ahmad Faiz Poetry

Aik teri deed chin gae mujh sy
Warna duniya me kiya nahe baqi.

Faiz Ahmed Faiz Best Poetry in Urdu


Faiz Ahmed Faiz Ghazal

مرجائیں گے ظالم کی حمایت نہ کریں گے
احرار کبھی ترک روایت نہ کریں گے
کیا کچھ نہ ملا ہے جو کبھی تجھ سے ملے گا
اب تیرے ملنے کی شکایت نہ کریں گے
شب بیت گئی تو گزر جائے گا دن بھی
ہے لحظہ جو گزری وہ حکایت نہ کریں گے
یہ فقر دل زار کا عوضانہ بہت ہے
شاہی نہیں مانگیں گے ولایت نہ کریں گے
ہم شیخ نہ لیڈر نہ مصاحب نہ صحافی
جو خود نہیں کرتے وہ ہدایت نہ کریں گے

Marr jayn gy zaalim ke himayat na karn gy
Ehraar kabhi tark e rivayat nah karn gy
Kiya kuch na mila hai jo kabhi tujh sy mily ga
Ab tery nah milny ke shikayat na karn gy
Shab beet gae to guzar jay ga din bhe
Hai lehza jo guzri wo hikayat na karn gy
Ye fikar dil zaar ka evazana bht hai
Shahi nahe mangyn gy wilayat nah karn gy
Hum sheikh na leader na masahib na sahafi
Jo khud nahe karty wo hidayat nah karn gy.

Faiz Ahmed Faiz Best Poetry in Urdu

Gham-e-Ishq kitna ajeeb hai
Ye junoon sy kitna qareeb hai
Kabhi ashq palkon py ruk gaye
Kabhi poora darya baha dea.

Faiz Ahmed Faiz Best Poetry in Urdu

Wo aa rahy hain wo aaty hai aa rahy hon gy
Shab e firaq ye keh kar guzar di hum ne.

Faiz Ahmed Faiz Best Poetry in Urdu

Janta hai k wo nah ayn gy
Phir bhe masroof e intezar hai dil.

Faiz Ahmed Faiz Best Poetry in Urdu

Chalo Faiz phir sy kahin dil lagayn
Suna hai thikany k din aa rahy hain.

Faiz Ahmed Faiz Best Poetry in Urdu

Na gai teri by'rukhi na gai
Hum teri aarzo bhe khoo baithy.

Faiz Ahmed Faiz Best Poetry in Urdu

Juda thy hum to muyassar thin qurbatein kitni
Behm huwy to pari hain judaiyan kia kia.

Faiz Ahmed Faiz Best Poetry in Urdu

Tery husn sy rehti hai hum'kinar nazar
Tumhari yaad sy dil hum-kalam rehta hai.

Faiz Ahmed Faiz Best Poetry in Urdu

Ummed e yaar, nazar ka mizaj, dard ka rang
Tum aaj kuch bhe na pocho k dil udaas bht hai.

Faiz Ahmed Faiz Poetry in Urdu

Uth kar to aa gaye hain teri bazm sy magar
Kuch dil he janta hai k kis dil sy ay hain.

Faiz Ahmed Faiz Urdu Poetry

دل نا امید تو نہیں، نا کام ہی تو ہے
لمبی ہے غم کی شام، مگر شام ہی تو ہے۔

Dil Na-Umeed to nahi, Na-kaam he to hai
Lambi hai gham ke sham, magar sham he to hai.

Faiz Ahmad Faiz Urdu Poetry

Faiz Ahmad Faiz Poetry

Tumhari yaad ke zakham jab bharne lagte hain

Kisi bahany tumhein yaad karne lagty hain

Dar-e-Qafs py andhery ke mehar lagti hai

Too faiz dil mein sitare utarne lagte hain.

_____________

تمہاری یاد کے زخم جب بھرنے لگتے ہیں

کسی بہانے تمہیں یاد کرنے لگتے ہیں

درقفس پہ اندھیرے کی مہر لگتی ہے

تو فیض دل میں ستارے اترنے لگتے ہیں

(فیض احمد فیض)

My Instagram account Zube

Post a Comment